Sunday 25 November 2018

Vidyarthi Vigyan Manthan (Mock & Main Exam) 2018

Aryabhatt Science

 Vidyarthi Vigyan Manthan (Mock & Main Exam) 2018

Friday 9 November 2018

Mock test of VVM

Aryabhatt Science
VVM Mock Test :Date,Time ,how to give and full information



VVM Logo


VVM ke abhayarthiyo ko mera namskar!
Bdi khushi ki bt hai ki  aap un vidyarthiyo me shamil hai jinko Vigyan Prasar,NCERT,aur VIBHA ke dwara is takniki pariksha me khud ko sabit krne ka mauka mil rha hai.

How to give  VVM Mock Test?

  • Iske liye students vvm app download link pr click karke app download kr len|
  • Application open karne par aapse userid or password manga jayega,jise achhe se bhar kar login kar jaye.
  • Login karne par aapa apne niji jankari dekh len o sahi hai ya nhi.Galat hon ki sthiti me use shi karwa len|
  • Phir go to exam option pr jayen or whan aapse invigilaor code or language puchha jayega.
  • Invigilator code me code dalen ( For example-First mock test ka code tha MOCK1);or apne liye shi bhasha ka chunav kren|
  • Or phir aapko priksha se sabandhit kuchh jruri baten samjhayei jayegi,for example jis prashan me hra lga hai uska answer diy ja huka hai,peela wala ka matlab haiise dekha to gya pr answer ni diya gya hai aur safed ka matlab hai ise abhi nhi dekha gya hai. 
  • Phir bari bari se prashn aayenge or unka answer diye gye option me choose krna hai, or save krna hai,phir agle prashna ke liye aage badhna hai NEXT click karke.
  • Or isi tarah sbhi prashno ka answer dete jana hai (Mock test 1 me kul 20 prasghan hi the main priksha me yah 100 honge).


VVM Mock Test date and time?

  • MOCK1(1TO4 Nov,any time) 20 Que,One attempt
  • MOCK2 (10 Nov,Any time) 20 Que,One attempt
  • MOCK3((14 Nov, 6AMto 2PM ; or 4PM 10 PM) 40 Que,One attempt
  • MOCK4( 18 Nov ;6AMto 2PM ; or 4PM 10 PM) 80 Que,One attempt

What is invigilator 

  • MOCK1 for mock1
  • MOCK2 for mock 2
  • MOCK3  for mock 3
  • MOCK4  for mock 4


Important for the school
Sbhi school apne schol ke bachho ko yah practice karwayen jisse unhe online priksha dene ka anubhaw achhe se  ho jaye qki  wartman samay ki sbhi priksha onlie ho rhi hai sath unki jitnne ki sambhawana utni hi badh jayegi.

Important for student
Sbhi students in test ka practice kren jisse aapko online priksha dene ka anubhaw achhe se  ho jaye qki  wartman samay ki sbhi priksha onlie ho rhi hai sath aapki jitnne ki sambhawana utni hi badh jayegi.

Aur adhik jankari ke liye niche diye gye comment box se aap puchh skte hai, aaple prashn ka jwab jrur dene ki koshish ki jayegi.